Latest Galtiyan Song Download Mp3 By Harshit Tomar, Neeti Mohan 2022. New Breakup, Heart Broken, Sad Song Galtiyan Mp3 Download 320Kbps For Free. Top Trending Hindi Song Galtiyan Sung by Harshit Tomar, Neeti Mohan, Music by Muzik Amy & Lyrics Written By Ravish Khanna Only On Filmisongs.

Galtiyan Mp3 Song Download
Galtiyan Lyrics
Rab na kare ishq sataye
Kisi ko koi na dil se dukhaye
Kinara mila jo kinara nahi tha
Bass bahana tha sahara nahi tha
Jhoothe se vaadon par kyun
Yakeen maine kar liya
Sunti rahi mein tujhko
Khud ko ansuna kar diya
Galtiyaan jo ki hoti mil jaati maafiyan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Galtiyaan jo ki hoti mil jaati maafiyan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Laaj sharam ke tute hai dhaage
Teri nadani manmani ke aage
Is tarah se rangi tere rang main
Koi bhi rang ab mujhpe na laage
Koi bhi rang ab mujhpe na laage
Gunah kuch aisa kiya
Pyar jo tujko kiya
Auron ko paane ke liye tune mujhko hi kho diya
Galtiyaan jo ki hoti mil jaati maafiyan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Meri khata naale mera kasoor ae
Kive mein dassa mera dil majboor ae
Mera naal pyar kar sazza tu payi ae
Bhavein ghunegar keh par dil ch na chor ae
Bhavein maaf mainu na kari
Mainu akhi na bechara
Satt tere dil te lagi
Akh meri rove yaara
Mein kamla kanjar paapi
Bhavein keh le jag saara
Ehte sirf judiya jitti
Haan haara mein haara
Meri tabahi tainu disdi nahi
Ishq dawayi kithe vikdi nahi
Hath lagi mera badnamia
Galtiyaan jo ki hoti mil jaati maafiyan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Tu kitiyan chalakiyan
Galtiyaan jo ki hoti mil jaati maafiyan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Singer | Harshit Tomar, Neeti Mohan |
---|---|
Music Composer | Muzik Amy |
Lyrics Writer | Ravish Khanna |
Original Source | YouTube |
Released On | 03-14-2022 |